Taaluq Tuut jayega Mera Saary Zamany sy.
"Mery apny khafa hongy Tmhy apna banany sy.
"Tumhary sath rhny sy mujhy Taskeen Milti ha.
"Baoht Takleef hoti ha Tmhary Duur Jany sy.
"Mery Ghar ko Jala Dena Magar ye Yaad rakhna Tum.
"Ujala mil nahi Sakta kisi ka Ghar Jalany sy.
"Hmari Jaaan Jayegi to phir Jaaan Jaogy.
"K Hasil Kuch nahi Hota kisi ko Aazmany sy.
"Tera Naam Kesy Mita dun Me apni Kahani sy.
"Bahyt Gehra Taaaluq ha Tery Mery Fasany sy.

No comments:
Post a Comment